Qalandar Silsila in islam & 3.5 Qalandars
HamareNabi
by Nazarahmed Khan (Admin)
6M ago
{tocify} $title={Table of Contents} Who is Wali? The Saint. The Friend of God. With the Prophet Hazrat Muhammad ﷺ Peace Be Upon Him, the Nabuwat (Prophecy) was finsihed but God chooses some people out of Prophet's nation who spread the message of Islam. The word 'Aulia' singular 'wali' comes from the root word of wilaya. Wilaya is the opposite of enmity (adawaa). The Wali is therefore the one who is close. They are always present in every age. There are many pre-Islamic Wali Allahs as well who are also mentioned in Quran i.e., The People of the Cave; Al Khidhr; Luqman. Some of them are Mysti ..read more
Visit website
Eid UL Azha Ki Qurbani Ke Masail
HamareNabi
by Nazarahmed Khan (Admin)
7M ago
{tocify} $title={Table of Contents} Qurbani Ki Fazilat Hadees Se:  Hazrat ibraheem ﻋﻠﻴﻪ ﺍﻟﺴﻼﻡ Ki Sunnat Ke Ahya (Zindah Rakhne) Me Jo Qurbani Wajib Hai Wo Sirf Gani (Maldar) Par Hai Aur Uske WAJIB Hone Ki Kuch Shara'it Hain Jo Ye Hain.... 1. Musalman Hona Gair Muslim Par Wajib Nahi 2. Muqaeem Hona Musafir Par Wajib Nahi 3. MALIKE NISAB Hona Aur Nisab Wo Jisse Sadqae Fitr Wajib Hota Hai Na Ki Zakat Wala Nisab 4. Hurriyat Yani Aazad Hona Gulam Par Qurbani Wajib Nahi Musalman Maldar Muqeem Aazad Mard Ya Aurat Ho Un Par Wajib Hai. HADEES: Hazrat Abdullah Bin Abbas ﺭﺿﯽ ﺍﻟﻠﮧ ﺗﻌﺎﻟٰﯽ ﻋﻨﮩﻤﺎ Se R ..read more
Visit website
Ramzan Ka Chand Dekhne Ki Dua
HamareNabi
by Nazarahmed Khan (Admin)
7M ago
{tocify} $title={Table of Contents} Mahe Ramzan Ke Mubarak Mahine Ka Aagaz Hone Ja Raha Hai. Karodo Karodo Martaba Shukr ALLAH Rabbul Aalameen Ka Ki Usne Hum Gunahgar Siyakar Khatakar Bandon Ko Apni Rehmat Se Nawaza. ALLAH Ta'ala Hum Sabko Is Mubarak Mahine Ki Barkaton Rehmaton Se Malamal Farmaye Aur Khoob Ibadat Karne Ki Taufiq Ata Farmaye. Hamare Marhumin Jo Is Faani Duniya Se Apni Aakhirat Ki Manzilon Ki Taraf Kooch Kar Chuke Hai Un Tamam Ki Magfirat Farmaye Aur Unko Karwat Karwat Jannat Ki Bahare Nasib Farmaye. Aur Apne Habib ﷺ Ki Shafa'at Unhe Aur Hume Ata Farmaye. Aameen. Awwal Aakhir Du ..read more
Visit website
Eid-E-Milad Un Nabi ﷺ Manana Kaisa
HamareNabi
by Nazarahmed Khan (Admin)
7M ago
{tocify} $title={Table of Contents} Eid-E-Milad Un Nabi ﷺ (Mawlid Un Nabi ﷺ) Kya Hai? Awwal To Hum Eid-E-Milad Un Nabi ﷺ Ke Mayne Ko Samajhte Hai. Eid Ke Mayna Hota Hai Khushi. Aur Milad Ke Mayna Hota Hai Paidaish Yani Eid-E-Milad Un Nabi Ka Mayna Hua Huzoor Sarkare Do Aalam Noore Mujassam Sarware Qaunain Shafi-E-Mehshar Nabi-E-Kareem Rauf-O-Raheem ﷺ Ki Wiladat Par Khushi Ka Izhar Karna Yani Khushiya Manana. Is Article Me In sha ALLAH Tamam Chizon Ko Ek Jagah Hi Mukammal Taur Par Samzane Ki Koshish Kar Raha Hu Taki Logon Ki Islah Ho Aur Sabke Dilon Me Eid-E-Milad Un Nabi ﷺ Ki Bahare Ho Aur Mil ..read more
Visit website
Waseela Jaiz Hone Par 117 Daleel
HamareNabi
by Nazarahmed Khan (Admin)
7M ago
Assalamo Alaikum Wa Rehmatullahi Wa Barkatuhu, Waseela Tawassul Intercession Qur'an-E-Kareem Wa Hadees-E-Nabwi Sallallahu Alaihi Wasallam Ki Roshni Me Yaha Padhe. Waseela Tawassul Intercession Ko Shirk Biddat Haraam Kehnewale Deobhangi/Wahabi/Najdi/Tableegi/Gair Mukallid/Ahle Hageez Aur Digar Baatil Firqo Ke Munh Par Jordar Tamacha. Agar Ye Apne Baapki Halaali Aulaad Hai To Waseela Haraam Shirk Biddat Saabit Kare. Qayamat Aa Jayegi Par Ye Haraami Nasl Kabhi Saabit Nahi Kar Payegi Ki Waseela Najaiz Shirk Biddat Hai. Alhumdulillah Ham Ahle Sunnat Wal Jama'at Qul 117 Kitabo Ki Daleel Ke Sath Wa ..read more
Visit website
Azmat E Sahaba Aur Fazilate Sahaba-E-Kiram Quran Hadees Se
HamareNabi
by Nazarahmed Khan (Admin)
7M ago
{tocify} $title={Table of Contents} Sahaba-E-Kiram Kaun Hai: Sahabi Woh Khushnasib Momin Hai Jinhone Imaan Wa Hosh Ki Halaat Me Ek Nazar Huzoor Nabi-E-Rahmat Sallallaho Alaihi Wasallam Ko Dekha Ya Unhe Huzoor Sallallaho Alaihi Wasallam Ki Sohbaat Naseeb Huwi Ho Phir Imaan Par Khatmaa Bhi Naseeb Huwa Ho. Huzoor Sallallahu Alaihi Wasallam Ke Duniya Se Parda Farmane Ke Baad Jin Sahabi Radiallahu Anhu Ne Islam Ki Khilafat Ko Sambhala Unhe Kulfa-E-Rashideen Kehte Hai. Shaan-E-Sahaba-E-Kiram Radiallahu Ta'ala Anhu: Aaj Kuch Firqe (Rafji, Devbandi/Wahabi) Sahaba-E-Kiram Radiallahu Ta'ala Anhu Ko Bur ..read more
Visit website
Eid Ki Namaz Ka Aasan Tarika
HamareNabi
by Nazarahmed Khan (Admin)
7M ago
Namaz E Eid Ka Tarika Ye Hai Ke 2 Rakat Wajib Eid Ul Fitr Ya Eid Ul Azha Ki Niyyat Karke Kaano Tak Haath Uthaaye, Aur Allahu Akbar Kahta Hua Haath Baandh Le Phir Sana Padhe. 1. Phir Kaano Tak Haath Uthaye Aur Allahu Akbar Kahta Hua Haath Chhod De. 2. Phir Dobara Haath Uthaye Aur Allahu Akbar Kah Kar Haath Chhod De. 3. Aur Phir Haat Uthaye Aur Allahu Akbar Kah Kar Haath Baandh Le. 4. (Yani Pahli Takbeer Me Haath Baandhe Iske Baad 2 Takbeero Me Haath Latkaaye Aur 4thi Takbeer Me Baandh Le). 5. Phir Imam اعوذ بالله Aur بسم الله Aahista Padh Kar Jahar Ke Saath (Buland Aawaz Se)  Surah E Fatih ..read more
Visit website
Huzoor ﷺ Noor-UL-Bashar (Human & Noor Both)
HamareNabi
by Nazarahmed Khan (Admin)
7M ago
Aaj Hum Bohot Hi Aham Unwan Par Yahan Aapki Khidmat Me Ye Post Share Kar Rahe Hai Ke Jisse Hamari Awam Hamare Aqaid Ko Ba-hawala Samaz Sake Taki Wo Kisike Behkave Me Na Aaye. Aaj Is Fitne Ke Daur Me Wahabi Deobandi Tabligi Jama'at Ke Log Awam Ko Namaz Aur Quran Ki Dawat Ke Aad Me Asal Deen-E-Islam Se Bohot Door Ke Ja Rahe Hai Aur Hamari Bholi Bhali Awam Ko Iski Khabar Nahi Hai. Aaj In Jama'aton Ka Hal Bilkul Munafiqana Hai Ki Ye Karte To Amal Aisa Ki Samnewalon Ko Rashk Ho Par Jab Baat Nabi-E-Kareem Rauf-O-Raheem Huzoor ﷺ Ke Azmat Ki Aaye Unki Shaan-O-Shaukat Ki Aaye To Inse Hajam Nahi Hoti. I ..read more
Visit website
Bidat E Hasna Ki Haqiqat
HamareNabi
by Nazarahmed Khan (Admin)
7M ago
Aajkal Badmazhabo Ne Musalmano Ko Sunniyat Se Door Karne Ka Ek Hathiyar Apna Liya Hai. Bas Kisi Bhi Shakhs Ko Boldo Tum Jo Kar Rahe Ho Ye Biddat Hai. Aur Har Biddat Gumrahi Hai. Dozakh Me Le Jayegi. Falah Amal Aap Sallallahu Alaihi Wasallam Se Sabit Nahi Hai. Ye Biddat Hai. Ab Wo Shakhs Soch Me Pad Jata Hai Ke Kya Haqiqat Me Mujhse Gunah Ho Raha Hai? Wo Sochne Par Majboor Ho Jata Hai. Ab Bajaye Iske Ke Wah Biddat Kya Hai Jaane Uski Tay Tak Jaye Wo Apna Rasta Chod Kar In Gumrah Bedeen Logo Ke Raste Par Chal Padta Hai. ALLAH Rabbul Aalameen Sabke Imaan Ki Hifazat Farmaye. Wahabi Deobandi Ahle Ha ..read more
Visit website
Jama'at Ke Sath Namaz Me Iqamat Ke Waqt Kab Khade Hona Chahiye
HamareNabi
by Nazarahmed Khan (Admin)
7M ago
Iqamat Mein Iski 3 Suraten Hai: Iqamat Shuru Hone Se Qabl Agar Imam Musalle Par Moujood Ho To Imam Wa Muqtadi "Hayya Alal Falah" Par Khade Hojaye. Aur Agar Imam Iqamat Shuru Hone Ke Bad Muqtadiyon Ke Peeche Se Aarahe Hai To Jis Saf Se Imam Ghuzre Wo Saf Khadi Hoti Jaye Taake Imam Musalle Par Pahunch Jaye. Teesri Surat Ye Hai Ke Imam Aage Se Aarahe Hai To Imam Ko Dekhte Hi Tamam Muqtadi Khade Hojaye ..read more
Visit website

Follow HamareNabi on FeedSpot

Continue with Google
Continue with Apple
OR